Notification texts go here Contact Us Buy Now!

Paytm KYC Kaise Complete Kare

Paytm का KYC Verify कैसे करे [ पूरी जानकारी with pictures]. ... तो आपको अपना KYC Complete करने के लिए अपने नजदीकि Paytm KYC Center तक आधार कार्ड को लेकर जाना मतलब की आपको अपना ID proof और Address proof PayTM को submit करने होंगे। आज मैं आपको बताने वाला हूँ PayTM account के लिए kYC complete कैसे करे,
Hello dosto Mai hu Manish Jadhav aur aaj ki post hai paytm user ke liye aaj ham janege ki paytm KYC kaise complete kare. Complete karne baad aap ko 200 rupay cash back bhi milenga.
Agar aap nahi jante KYC kya hai toh mai bata du KYC
Matlab Know your customer.




Aur aap jab tak KYC compete nahi kar lete tab tak aap na kisi ko payse bhej sakte hai na bank mai transfer kar sakte

Toh chaliye mai aap ko step bye step batata hu
Aap apna paytm khole aur uper aap ko KYC ka option dikhenga aap ko waha click karna hai aap ke samne ek page aayenga waha likha honga compete your KYC aur niche mai aap ko apna aadhar card ka No. magega aur uske niche jo aap ka aadhar card ke uper nam hai woh dalna hai. agar aap ke pass adhar card nahi hai to aap sub se niche jake ek option dikhe i dont have aadhar card to waha aap click kar sakte hai aap ko waha aa voter card , passport, driving licence ya i card mag sakta hai
To ham apna adhar card dalte hai .
Aadhar card ka no. Dalne ke baad aap jab next karte hai tab aap ko ek OTP aayenga aap ne aap ne jis aadhar card ko number se link karke rakha hai aap ko uspe ek OTP aayenga aur aap ko woh OTP aap ko waha dalna hai aur verify ke uper click karna hai.

Phir aap ke pass next page aata hai jispe aap ki aadhar card ki photo dikhengi aur puchnge ki aap yahi hai kya to aap niche mai click karna yes it's me.

Phir next page mai aap ko kuch sawal puchege wo sub aap ko fillup karna hai .
1 question aap  married hai ki nahi
2 question aap ka kam konsa hai
3 question aap ke father's name first or last name
4 question aap ke mother name first or last name
5 question aap ke pass pan card hai kya aagar aap ke pass hai to yes karna agar nahi hai to no kar dena
6 question aap ko apni income batani hai to aap ki jitni aap ki income hai wo likh lena .

Aap ko ye question puchenge to aap ye fillup karne ke baad ko next karna hai aur aap ka KYC proceed ke liye chala gaya hai. Phir aap ko apna aadhar card ki copy leke KYC center leke jana hai verification ke liye tab aap ka KYC Complete hongaa.

To aap ko hamara ye post acha laga honga to share aur commet karna na bhuliye phir milta aur new post ke sath.

Post a Comment

Cookie Consent
We serve cookies on this site to analyze traffic, remember your preferences, and optimize your experience.
Oops!
It seems there is something wrong with your internet connection. Please connect to the internet and start browsing again.
AdBlock Detected!
We have detected that you are using adblocking plugin in your browser.
The revenue we earn by the advertisements is used to manage this website, we request you to whitelist our website in your adblocking plugin.
Site is Blocked
Sorry! This site is not available in your country.